Assalamu Alaikum Dosto!



Hazrat Maula Ali Radi Allahu anhu says some points of life that how to make the best life in future anyone.. so gaye you can make the best life without any problems  only you have to follow this Guidelines narrated by Maula Ali Mushkil Kusha RDA.  

01

Maula Ali Ka Qaul About Life.

  • Zindagi Ko Zarooriyat Ki Taraf Le Jaao, Khwahishat Ki Taraf Nahi.. Kyoki Zaroorat To Faqeeron Ki Bhi Poori Ho Jaati Hai, Aur Khwahishat Baad-shahon Ki Bhi Adhoori Rah Jaati Hai.. 

01

मौला अली का कॉल जिंदगी बारे में|  

जिंदगी को जरूरियत की तरफ ले जाओ ! ख्वाहिश आपकी तरफ नहीं ||  क्योंकि जरुरत तो फकीरों की भी पूरी हो जाती है, और ख्वाहिशें बादशाहों की भी अधूरी रह जाती है ||  

02

Hazrate Ali Farmate Hain.

"Zindagi Ustaad Se Bhi Ziyada Sakht Hoti Hai, Kyoki Ustaad Sabaq De Kar Imtehan Leta Hai Aur Zindagi Imtehan Le Kar Sabaq Deti Hai."

02

 हजरत अली फरमाते हैं | 

  • जिंदगी उस्ताद से भी ज्यादा सख्त होती है, क्योंकि उस्ताद सबक देकर इंतिहान लेता है, और जिंदगी इम्तिहान ले कर सबक देता है ||


03

Maula Ali Ka Farman Aalishan.

 Zindagi Ki Har Mod Par Sulah Karna Sikho, Kyoki Jhukta Wahi Hai Jis Mein Jaan Hoti Hai.. Aur Akadna To Murde Ki Pehchaan Hoti Hai.. 

03

मौला अली का फरमान ए आलीशान | 

  • जिंदगी की हर मोड़ पर सुलह करना सीखो ! क्योंकि झुकता वही है जिसमें जान होती है, और अकड़ना तो मुर्दे की पहचान होती हैं ||

04

Farman-e-Maula Ali. 

 Ye Zindagi Do Din Ki Hai, Ek Din Tumhare Haque Mein Aur Ek Din Tumhare Khilaaf.. Jis Din Tumhare Haque Mein Ho Us Din Ghuroor Mat Karna, Aur Jis Din Tumhare Khilaaf Ho Us Din Sabr Karna..  

04

फरमाने मौला अली |

  • यह जिंदगी दो दिन की है ! एक दिन तुम्हारे हाथ में और 1 दिन तुम्हारे खिलाफ ||  जिस दिन तुम्हारे हाथ में हो उस दिन गुरुर मत करना, और जिस दिन तुम्हारे खिलाफ हो उस दिन सब्र करना है || 

05

Ali Mushkil Kusha Ka Quote, Farman.

The Insaan Jab Zindagi Se Mayoos Ho To Kaamyabi Bhi Na-Kaami Nazar Aayi Hai.. 
 

05

अली मुश्किल कुशा का फरमान | 

  • इंसान जब जिंदगी से मायूस हो तो कामयाबी भी नाकामी ही नज़र आती है |


06

Imaam-e-Ali Ki Piyari Batein. 

 Tabiyat Ki Narmi Aur Sakhawat Insaan Ko Dushmano Ke Dilon Mein Bhi Mahboob Bana Deti Hai.. 

06

इमामे अली की प्यारी बातें |  

  • तबीयत की नरमी और सहावर सखावत इंसान को दुश्मनों के दिलों में भी महबूब बना देती है |

07

Maula Ali Dil-chasp Batain. 

..Insaan Bhi Kya Cheez Hai..
||Daulat Kamane Keliye Apni Sehat Kho Deta Hai..||
||Phir Sehat Ko Wapis Paane Keliye Apni Daulat Kho Deta Hai.."||
||Mustaqbil "Future" Ko Soch Kar Apna haal "Present" Ko Barbad Karta Hai..||
||Phir Mustaqbil Mein Apna Maazi " Past" Yaad Kar Ke Rota Hai..||
||Jeeta Aise Hai Jaise Kabhi Marega Hi Nahi, Mar Aise Jaata Hai Jaise Kabhi Jiya Hi Nahi..||
07
  मौला अली की दिलचस्प बातें | 
 ..इंसान भी क्या चीज़ है..
|| दौलत कमाने के लिए अपनी सेहत क देता है..||
|| फिर सेहत वापस पाने के लिए अपनी दौलत खो देता हैै..||
|| आने वाली बात को सोचकर अपना मौजूदा वक्त को बर्बाद कर देता है..||
|| फिर फ्यूचर में अपना पास्ट याद करके रोता है..||
|| जेता ऐसे हैं जैसे कभी मरेगा ही नहीं..||
|| और मर ऐसे जाता है जैसे कभी जिया ही नहीं..||


!! Get more knowledge click below given link.