Aziz Dosto !
Aaj ki post mein baat karne wale hain ki Asal Hadees Rawi tak kis tarah pahunchi hai. Is Etibar se Hadiss ki kitni Qismein hian.? Islam ke bade-bade Ulama aur Mufak-kireen-e-Hadees ki nazro mein In ki Chaar Qisme hian. (1) Hadees-e-Muta-waatir (2) Hadith-e-Mash-hoor (3) Hadees-e-Azeez (4) Hadis-e-Ghareeb. Yahi Chaar Qisme Hain.
Dosto Next To Read.
Ab chale In charo Ahadees-e-Aqsaam Ko Ek-Ek kar samajhne ki koshish karte hain.
Hadith-e-Mutawatir Kise Kahte Hain?
Hadees Mutawatir wah hadis hai jis ke riwayat karne wale har zamane meein is qadar kaseer log hon ki un ka jhoot par muttafiq ho jana aadatan muhaal ho. Yani Us Hadees Ke Mutalliq Jhoot ka gumaan karna Muhaal ho. Is ko Hadees Mutawatir Hahte Hain.
Hadith-e-Mashhoor kya hai.?
Hadees Mash-hoor wah hadis hai. Jiske rawi har Daur mein Do se Zyada rahe hon. Us ko hadees Mash-hoor Kahte Hain. Is Ko Hadees Mustafeez bhi kaha jaata hai.
Hadith-e-Gharib-Kya Hota Hai In English.
Hadees Gharib Us Hadees ko kahte hain. Jis ke silsila-e-sanad mein kahen sirf ek hi rawi rah gaya ho. Us ko Hadis-e-Gharib Kahte Hain.
Ⓜ
Azeez Dosto ! Niche Bhi Kuchh Zaroori Alfaz Ke Matlab Samajh lete hain taki Hum log ko aage Hadeeso ke mutalaa karte dauran koi diqqat ka samna na karna pade to chale use bhi padhlete hain. Mere Kahne Ka Matlab Yeh Hai Ki Wazaa-Ul-Hadees, Hadith-e-Mozoo Aur Muhaddi-seen aur Muar-rikheen Kise Kahte Hain?
Wazaa-Ul-Hadees Kise Kahte Hain.?
waza-ul-hadees kahte hain Jhooti Hadithen Ghid Lene wale Aur Aisa Aadmi Sakht Gunah-gaar Aur Jahannami Hain.
Hadith-e-Mozoo-Kise Kahte Hain.?
Dosto ! Islam Ke Andar Jo Log Uloom-e-Hadees Mein Mashgool Hote Hain.Hadith-e-Rasool Par Tahqeeq Karte Hain. To Aise Logo Ko Muhaddinsen Kahte Hian.
Muar-rikheen-Kise-Kahte-Hian-Islam-Mein.?
Islam Ki Bade Bade Kitabo mein Yahe Aata Hai Ki Guzre Huwe Zamane Ki Tawaarikh Aur Halaat Ko Islamic Rules Ke Regarding Byan Karne Wale Ko Islam Ki Roshni mien Muarrikhin Kahte Hain.
NOTICE
Dost ! Yahan Par Aap Notice Kijye Gaa Kyon Ki Jo mein batane jaa raha hun Dekhne mein kaafi simple hain lekin Hamari Zindagi keliye ek alag aham top levle ka role apply karta hai. Baat Yah Hai Ki Dosto. Abhi ki 95% log Islam Ki History Tarikhi Baat Maloom kiye Be-Ghair Apni Zindagi Ko Ek Islmic Followr mein Guzaar rahe hain. Lekin sab se bade baat to yah hai ki Jab Musalmano Ko Har Tariqe se satya parishan kya jaata hai to wah be-chare khamoshe Ikhtiyar karte hain Kyon ki Unse paas Wah Qanoon Tariqa Rules Pawor nahi hai. Aur Jo Abhi Dour Ke Aalim-O-Ulamaa Batate Hain Use Ko Le kar chalte hain. Dosto Baat karne pe baat badhti rahegi kahne ka khulasa yahi hai ki Bhai Khud Islamic Histoty Books Study Karen Aur Islam mein Zindagi Guzarene Tariga Talash karen. Kyon ki abhi to without money koi kisi ko kuchh batata nahi.Behtar Aap Khud Rab ka diya huwa Aqal use karen aur zindagi ke har mod ko handal karne sikhen.
SIHAAH-E-SITTA-KYA HAI ISLAM MEIN .?
DOSTO ! Pahel Aap Ye samjhe ki Islam ke andar aakhir Sihaah-e-sitta kise kahte hain. simple andaz mein yoon samjhe aap ki yeh Islmaic Kitabo ko kaha jataa hai. Islam mein Allah ka apne Rasool Mohaamd SWL ko diya huwa kitab Quran Sharif ko samjhne keliye Ye chhe kitabe Badi Maqbool Aur Motabar mani jaati hai. Un Chhe 6 kitabo ke name yah hain (1) Bukhari Sharif (2) Muslim Sharif (3) Tirmizi Sharif (4) Abu-Daood Sharif (5) Nasayi Sharif (6) Ibn-Maajaa Sharif. Hadees ki ye chhe mashhoor kitabo ko SIHAAH-E-SITTA kaha jaata hai.
0 Comments
मेरे प्यारे दोस्तों ! यहां पर आप कोई ग़लत बात कमेंट ना करें। सिर्फ पोस्ट से संबंध कमेंट करें।